Thank you for visiting our website!

what is love


muhabbat mei nahe hai shart milne ya bicharnay ki....
ye in khud ghar lafzo se bohot aagay ki duniya hai 

Hamari roshni main chal kr manzl ko pa lia to yun kaha 
Hum taiz hawaon kay adi hain charagon say wafa kon kray 

suno esa nahi kerna wafa ruswa nahi kerna 
meri in jheel ankhom ko kabhi sahra nahi kerna 
me pahle hi akela hon mjhe tanha nahi kerna 
judai jo ajae to dil chota nahi kerna 
bohat masroof ho jana mujhe socha nahi kerna 
muqaddar phir muqaddar he koi dawa nahi kerna 
meri takmeel tum se he mujhe adha nahi kerna 
jo likha he wohi hoga kabhi shikwa nahi kerna 
bharosa bhi zaroori he mager sab per nahi kerna 

ab us ki yaad se wehshat nahi hoti muj ko
zakham khulty hain aziat nahi hoti muj ko


ab koi aay, chla jay main khosh rehta hoon
ab kisi shakhas ki aadat nahi hoti muj ko


isey badla hoon tery shehar ka pani pi kar
joot boloon to nidamat nahi hoti muj ko


hy amanat main khianat so kisi ki khatar
koi marta hy to heerat nahi hoti muj ko


itna masroof hoon jiny ki hawas main Mohsan
sans liny ki bhi fursat nahi hoti muj ko

Zakhamoon se badan gulzar sehi par un k shikasta teer gino
Khud Turkash wale keh dain ge ye Baazi kis ne Haari Hy

Jab nikle thy Hum Khak Nasheen Maqtal Maqtal
Us wakt se le kar Aj tak Jallaad pe Haibat Taari hy